SONG: Angdaai Bhi Vo Lene Na Paye (Kya Kya Nigahe Shauk) - अंगडाई भी वो लेने ना पाये (क्या क्या निगाहें शौक)

Angdaai Bhi Vo Lene Na Paye (Kya Kya Nigahe Shauk) - अंगडाई भी वो लेने ना पाये (क्या क्या निगाहें शौक)

LYRICS:
kya kya nigahe shauk luti hai haya ke hath ye kya hua ke ruk gayi deen-e-takaa ke hath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath dekhaa mujhe to chhod diye muskaraa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath baato me aise ho gaye madhhosh dekhiye baato me aise ho gaye madhhosh dekhiye baato me aise ho gaye madhhosh dekhiye afsanaa gair kaa vo samajh kar sunaa kiye afsanaa gair kaa vo samajh kar sunaa kiye aaya jo meraa naam to bas uth ke chal diye aaya jo meraa naam to bas uth ke chal diye jhunjhala ke, taish khaa ke, bigad ke, chhuda ke haath jhunjhala ke, taish khaa ke, bigad ke, chhuda ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath dekhaa mujhe to chhod diye muskaraa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath parda thaa par naqaab se kuchh husn chhin pada parda thaa par naqaab se kuchh husn chhin pada parda thaa par naqaab se kuchh husn chhin pada bekal hue to rah gayaa sab baankpan padaa bekal hue to rah gayaa sab baankpan padaa shikavo kaa jab jawab na kuchh unse ban padaa shikavo kaa jab jawab na kuchh unse ban padaa gardan me meri daal diye muskaraa ke haath gardan me meri daal diye muskaraa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath dekhaa mujhe to chhod diye muskaraa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath saaki ko samjhe, ye nahi har aadmi kaa kaam saaki ko samjhe, ye nahi har aadmi kaa kaam saaki ko samjhe, ye nahi har aadmi kaa kaam nakshab ko kis adaa se inaayat kiyaa thaa jaam nakshab ko kis adaa se inaayat kiyaa thaa jaam denaa kisi kaa sagar-e-may yaad hai nizaam denaa kisi kaa sagar-e-may yaad hai nizaam munh pher kar udhar ko, idhar ko badhaa ke haath munh pher kar udhar ko, idhar ko badhaa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath dekhaa mujhe to chhod diye muskaraa ke haath angdaai bhi vo lene na paae uthaa ke haath