SONG: Anganaa Men Suraj Muskaayaa - अँगना में सूरज मुस्काया

Anganaa Men Suraj Muskaayaa - अँगना में सूरज मुस्काया

LYRICS:
angnaa me suraj muskaayaa godi me sawrg utar aayaa sab kuchh kho ke tujhe paya tu hi hai mera saharaa angnaa me suraj muskaayaa godi me sawrg utar aayaa sab kuchh kho ke tujhe paya tu hi hai mera saharaa meri andhiyaari raato me tu chamkaa banke deeya re meri andhiyaari raato me tu chamkaa banke deeya re saare sahaare chhut gaye tab tune janam liyaa re tune janam liyaa re, jhume maan kaa jiyaa re ab dukhado kaa ant aayaa patjhad me bhi basant aayaa sab kuchh khoke tujhe paayaa tu hi hai mera saharaa angnaa me suraj muskaayaa godi me sawrg utar aayaa sab kuchh kho ke tujhe paya tu hi hai mera saharaa laal mere, pratipaal mere ab teri aas lagaaun laal mere, pratipaal mere ab teri aas lagaaun nanhi, nanhi haatho me tere apne haath thamaaun, man ko dhir bandhaun jivan saagar lahraayaa banke kinaaraa tu aayaa sab kuchh khoke tujhe paayaa tu hi hai mera saharaa angnaa me suraj muskaayaa godi me sawrg utar aayaa sab kuchh kho ke tujhe paya tu hi hai mera saharaa