SONG: Andhon Pe Daya Karna Data - अँधों पे दया करना दाता

Andhon Pe Daya Karna Data - अँधों पे दया करना दाता

LYRICS:
andho pe daya karna data apni ankho ki tumko kasam is jholi ko bharna data apni ankho ki tumko kasam chhin jati hai jinki ye jyoti rah jate hai thokar khane ko chhin jati hai jinki ye jyoti rah jate hai thokar khane ko lut jati hai unki sab khushiya gam rehta hai dil bahlane ko gam rehta hai dil bahlane ko andho pe daya karna data apni ankho ki tumko kasam hamse na churao na yu ankhe is dharti ki hi santan hai ham hamse na churao na yu ankhe is dharti ki hi santan hai ham mohataaj sahi lachar sahi phir bhi to are insan hai ham phir bhi to are insan hai ham andho pe daya karna data apni ankho ki tumko kasam aye malik tu apni duniya me kisi bande ko yu majbur na kar aye malik tu apni duniya me kisi bande ko yu majbur na kar dene ko to de de har dukhda ye ankhe magar benur na kar andho pe daya karna data apni ankho ki tumko kasam