SONG: Andhkar Chhaya Aakash Zanzanaya

Andhkar Chhaya Aakash Zanzanaya

LYRICS:
andhkar andhkar andhkar chhaya andhkar chhaya aakash zanzanaya toofan ban ke kisne deepak mera bhujhaya deepak mera bhujhaya andhkar chhaya aakash zanzanaya toofan ban ke kisne deepak mera bhujhaya deepak mera bhujhaya andhkar chhaya aakash zanzanaya ye kya hua aachanak ghadiya pralay ki aayin ki maut ki ghahtaye charo taraf hai chhayi kis devta ne mujh pe kis devta ne mujh pe apna kop hai dikhaya deepak mera bhujhaya andhkar chhaya aakash zanzanaya kyu mujh pe hi giri hai ye bijliyo ki jwala kyu lut gaya hai mere sansaar ka ujala ye kis janam ka badla ye kis janam ka badla hai takdeer ne chukaya deepak mera bhujhaya andhkar chhaya aakash zanzanaya bhagwaan sunte nahi mere karun pukar unse yeh hai puchti mere aanshuyo ki daar yeh kaise inthaan tu leta hai baar baar kyu lut raha hai aaj mere pyar ka shringar bhagwaan bhagwaan bhagwaan