SONG: Andhkaar Me Jyoti Chhupi Kyo - अंधकार में ज्योती छुपी क्यों

Andhkaar Me Jyoti Chhupi Kyo - अंधकार में ज्योती छुपी क्यों

LYRICS:
andhkaar me jyoti chhupi kyo tod fod ambar ka seena bijali bankar aaja kaun rok skta hai tujhko is dharti par chha ja andhkaar me jyoti chhupi kyo chamak damak kar chamak damak kar chal ja chal ja andhkar mein jyoti chhupi kyo chamak damak kar chamak damak kar chal ja chal ja baat dekhte deepak sare tu parkash le aa re baat dekhte deepak sare tu parkash le aa re aa re bajal bajal maati se mil jaa bajal bajal maati se mil jaa chamak damak kar chamak damak kar chal ja chal ja soya hua jagat fir jage andhkar dharti se bhage soya hua jagat fir jage andhkar dharti se bhage pran pran mein jivan bhar ja chamak damak kar chamak damak kar chal ja chal ja chal ja chal ja chal ja nas nas mein tu preet basa de jhopdiyo mein geet jaga de shkti bhakti de khil ja khil ja shkti bhakti de khil ja khil ja chamak damak kar chamak damak kar chal ja chal ja mandir mandir mein lahra ja kali kali mein roop luta ja chamak damak kar chamak damak kar chak ja chal ja chal mandir mandir mein lahra ja kali kali mein roop luta ja jagmag jagmag chamak ja jagmag jagmag chamak ja