SONG: Andhiya Chal Rahi Bijaliya Gir Rahi - आंधियाँ चल रही बिजलियाँ गिर रही

Andhiya Chal Rahi Bijaliya Gir Rahi - आंधियाँ चल रही बिजलियाँ गिर रही

LYRICS:
aandhiya chal rahi bijliya gir rahi aandhiya chal rahi bijliya gir rahi aandhiya chal rahi bijliya gir rahi phul murjhaye na ye bahar ka jo maine jalaya kabhi na bujhaana parabhu ye diya mere pyar ka aandhiya chal rahi bijaliya gir rahi jab milta nahi hai sahara dhyan aata hai ek bas tumhara teri najro ka hai jo ishara mile majdhar me bhi kinara sukh tere hi charno me arpan kiya dukh jhelungi sab sansar ka aandhiya chal rahi bijaliya gir rahi janm tumne diya tum hi palo ab tumhi ye jivan sambhalo is aandhyare se tum nikalo mere sankat ki ghadiyo ko talo tumhi ne basaya tumhi na ujado ye sansar mere singar ka aandhiya chal rahi bijaliya gir rahi aandhiya chal rahi bijaliya gir rahi