SONG: Andhi Qismat Kise Le Chalegi Kaha - अँधी क़िस्मत किसे ले चलेगी कहाँ

Andhi Qismat Kise Le Chalegi Kaha - अँधी क़िस्मत किसे ले चलेगी कहाँ

LYRICS:
andhi qismat kise le chalegi kahaan haay koi jaane na gam ke haatho kise bech degi kahaan haay koi jaane na haay koi jaane na kis ghadi gher le gam ki kaali badali haay koi jaane na kis ghadi gher le gam ki kaali badali iske sar jaane kab ghat pade aasmaan, haaye koi jaane na bachke chalte hai sab zindagi ki dagar phir bhi mushkil hai kyo bachke chalte hai sab zindagi ki dagar phir bhi mushkil hai kyo aake manzil pe kyo lut gaye kaarwa haay koi jaane na hai ye kis ka chaman jisme kaliyo ko khilne ka haq bhi nahi hai ye kis ka chaman jisme kaliyo ko khilne ka haq bhi nahi hai vo saiya ji ya naasamajh baagbaan haay koi jaane na andhi qismat kise le chalegi kahaan haay koi jaane naa