SONG: Andhi Duniya Matlab Ki Duniya - अंधी दुनिया मतलब की दुनिया

Andhi Duniya Matlab Ki Duniya - अंधी दुनिया मतलब की दुनिया

LYRICS:
jag me gyani lakho aaye jag me gyani lakho aaye samjha ke gaye sab haar jag me gyani lakho aaye haye ri duniya roti maange haye ri duniya roti maange koi na maange pyar haye re andhi hai duniya andhi hai duniya pyare paise ki duniya duniya pyare paise ki duniya ae andhi hai duniya pyare paise ki duniya duniya pyare paise ki duniya jinka kare na koi moh kya laye kya le jaoge khali rahenge dono hath kya laye kya le jaoge rah gayi tere karam ki gathri rah gayi tere karam ki gathri kuch bhi gaya na tere sath pyare andhi hai duniya andhi hai duniya pyare matlab ki duniya jinka kare na koi moh kya laye kya le jaoge khali rahenge dono hath kya laye kya le jaoge rah gayi tere karam ki gathri rah gayi tere karam ki gathri kuch bhi gaya na tere sath pyare andhi hai duniya andhi hai duniya