SONG: Andhere Se Ujale Ki Taraf Le Jaa Hame - अँधेरे से उजाले की तरफ ले जा हमें

Andhere Se Ujale Ki Taraf Le Jaa Hame - अँधेरे से उजाले की तरफ ले जा हमें

LYRICS:
andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan prabhu aisa hame war de hate najro ke sab andhere baja de gyan ki murli baja de gyan ki murli gunja de man ka virindawan andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan suna hai tu bada data sabhi ke bhag chamkata idhar bhi bhej kuch kirne idhar bhi bhej kuch kirne hirdey ki bansi ho roshan andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan