SONG: Anchal Ko Udne Do, Julaf Ko Lahrane Do - आँचल को उड़ने दो, जुल्फों को लहराने दो

Anchal Ko Udne Do, Julaf Ko Lahrane Do - आँचल को उड़ने दो, जुल्फों को लहराने दो

LYRICS:
anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do pyar shikhate dhoom machate baho me bahe dale chhod ke duniya chhod ke piche jhum chale matwale pyar shikhate dhoom machate baho me bahe dale chhod ke duniya chhod ke piche jhum chale matwale ab kya pata kaha chale anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do dur shehar se nikli toli aaj hasino vali hath badha ke chu leti hai rang bhari har dali dur shehar se nikli toli aaj hasino vali hath badha ke chu leti hai rang bhari har dali anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do jiwan ki manzil ka rahi manzil ko kya jane parvat aaye jangal aaye chalne de tufane jiwan ki manzil ka rahi manzil ko kya jane parvat aaye jangal aaye chalne de tufane hai daulate hai zami asma anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do anchal ko udne do zulfo ko lahrane do anjani raho pe aaj dil kho jane do