SONG: Ambuva Pe Papiha Ye Ga Gaya Hai - अंबुआ पे पपीहा ये गा गया है

Ambuva Pe Papiha Ye Ga Gaya Hai - अंबुआ पे पपीहा ये गा गया है

LYRICS:
ambua pe papiha ye ga gaya hai kisi pe kisi ka dil aa gaya hai ambua pe papiha ye ga gaya hai kisi pe kisi ka dil aa gaya hai ambua pe papiha ab rat suhani aayi ab rat suhani aayi din maujo ke aaye din maujo ke aaye dekho ji chahu aur pyar ke badal chaye bhawra kali ko samjha gaya hai kisi pe kisi ka dil aa gaya hai ambua pe papiha lo mast hawaye sar sar aayi dil me umange bhar bhar layi sans ki kali me aankho se bole ras ke laubhi se wo ye boli ras ke laubhi se wo ye boli ambua pe papiha ye ga gaya hai kisi pe kisi ka kisi pe kisi ka dil aa gaya hai ambua pe papiha ambua pe papiha ye ga gaya hai kisi pe kisi ka dil aa gaya hai ambua pe papiha