SONG: Ambua Kee Daree Pe Bole Re Koyaliya - अम्बुआ की डारी से बोले रे कोयलिया

Ambua Kee Daree Pe Bole Re Koyaliya - अम्बुआ की डारी से बोले रे कोयलिया

LYRICS:
ambua ki dari se bole re koyaliya ambua ki dari se bole re koyaliya preet naa karna aji, prit na karna ji bole re koyaliya ambua ki dari se bole re koyaliya sulag sulag mai kali bhayi haay sulag sulag mai kali bhayi koyla bani na rakh koyla bani naa rakh jal jal ke marana aji, preet na karna ji bole re koyaliya ambua ki dari se bole re koyaliya shahad ke andar zahar bhara hai shahad ke andar zahar bhara hai bacha nahi wo jisne piya hai bacha nahi wo jisne piya hai aahe na bharna aji, preet na karna ji bole re koyaliya ambua ki dari se bole re koyaliya khushbu se tum mast na hona khushbu se tum mast na hona kaanto ko, kaanto ko hatho se naa chhuna phulo se darna aji, prit naa karna ji bole re koyaliya phulo se darna aji, preet na karna ji bole re koyaliya ambua ki dari se bole re koyaliya bole re koyaliya