SONG: Ambua Ka Pedh Hai, Aaja More Balma Aane Ki Der Hai - अम्बुआ का पेड़ हैं, आजा मेरे बलमा आने की देर है

Ambua Ka Pedh Hai, Aaja More Balma Aane Ki Der Hai - अम्बुआ का पेड़ हैं, आजा मेरे बलमा आने की देर है

LYRICS:
badal chhaye aaja, koyal kunke aaja maine bulaya aaja, sabne bulaya aaja goriya pahada wali, tujhko bulaye aaja ki meri jan na jaye o o o o aa aa aa aa ambua ka ped hain, wo hi munder hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain aaja more balma, aane ki der hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain aaja more balma, aane ki der hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain ek to bojha kori jawani, duja bojha nath diwani tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori chotha bojha payal mori ambua ka ped hain, wo hi munder hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain aaja more balma, aane ki der hain ambua ka ped hain wo hi munder hain kuk karu main banke koyaliya chham chham baze mori payaliya gun gun gaau prem tarana aaya nahi koi bhawara diwana gun gun gaau prem tarana aaya nahi koi bhawara diwana aaya nahi koi bhawara diwana ambua ka ped hain, wo hi munder hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain aaja more balma, aane ki der hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain ambua ka ped hain, wo hi munder hain