SONG: Aman Kaa Farishtaa Kahaan Jaa Rahaa Hai - अमन का फ़रिश्ता कहा जा रहा है

Aman Kaa Farishtaa Kahaan Jaa Rahaa Hai - अमन का फ़रिश्ता कहा जा रहा है

LYRICS:
aman ka farishta kaha ja raha hai chaman ro raha hai machi hai duhayi chaman ro raha hai machi hai duhayi aman ka farishta kaha ja raha hai chaman ro raha hai machi hai duhayi chaman ro raha hai machi hai duhayi kiya kam aisa ki halchal macha di ye duniya jahanum thi jannat bana di ye duniya jahanum thi jannat bana di khichi aa rahi hai sari khudai chaman ro raha machi hai duhayi chaman ro raha machi hai duhayi na ujade gi dunia kisi bhi dulhan ki na roye gi rakhi kisi bhi behan ki na roye gi rakhi kisi bhi behan ki bahut der jaga tha soya hua hai aman ke khyalo me khoya hua hai ye kaisi mohabbat ye kaisi judai chaman ro raha machi hai duhayi chaman ro raha machi hai duhayi ye jiwan ki manzil pe chuta hai hamse koi to manao ye rutha hai hamse koi to manao ye rutha hai hamse nazar mere babu ko kisne lagai chaman ro raha machi hai duhayi chaman ro raha machi hai duhayi aman ka farishta kaha ja raha hai chaman ro raha hai machi hai duhayi chaman ro raha hai machi hai duhayi