SONG: Allah Yeh Ada Kaisi Hai In Hasino Me - अल्लाह ये अदा कैसी है इन हसीनो में

Allah Yeh Ada Kaisi Hai In Hasino Me - अल्लाह ये अदा कैसी है इन हसीनो में

LYRICS:
allah ye ada kaisi hai in hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me roothe pal me na maane mahino me roothe pal me na maane mahino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah aahein bhar bhar ke, ilteza karke aahein bhar bhar ke, ilteza karke humne dekha hai ye hai pathar ke haan humne dekha hai ye hai pathar ke jo manaao jo manaao na maane mahino me jo manaao na maane mahino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah chaahe bhi hum to inko chaahe bhi hum to inko zaalim kaha na jaaye shikwa hai unse dil ko shikwa hai unse dil ko ki jinko dekhe se pyaar aaye, haai allah ye ada kaisi hai in hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah chamak aankhon me hai sitaaron ki chamak aankhon me hai sitaaron ki chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki bas dil hi, bas dil hi bas dil hi bas dil hi nahin inke sino me bas dil hi nahin inke sino me allah, allah, ye ada ye ada kaisi hai in hasino me, allah o, o o chaahat me cheez kya hai chaahat me cheez kya hai ye rang ye jawaani un par lutaane waale ho, un par lutaane waale lutaaye baithe hain zindagaani, haai allah ye ada kaisi hai in hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah chaahe raazi wo na rahein phir bhi chaahe raazi wo na rahein phir bhi saari mehfil me wo to hai phir bhi haan saari mehfil me wo to hai phir bhi khubsurat, haai khubsurat hazaaro hasino me khubsurat hazaaro hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah allah ye ada kaisi hai in hasino me hasino me roothe pal me na maane, na maane mahino me mahino me allah ye ada kaisi hai in hasino me allah