SONG: Allah O Ghani - अल्लाह ओ घनी

Allah O Ghani - अल्लाह ओ घनी

LYRICS:
aaj vo din hai ke so jaa se jamana hai nisar furkate dil ke liye khulad se aayi hai bahar shaan ae allah ki kya shaan hai allah shaan ae allah ki kya shaan hai allah mehkti mehkti hai fija nur utar aaya hai chasme me baadur haweli me kaamar aaya hai allah fazle haq ka jo virasat mein samar aaya hai baad muddat ke duao mein asar aaya hai jalwa ae husan ki kya aan hai allah o ghani shaan ae allah ki kya shaan hai allah o ghani allah o ghani allah o ghani allahhlaaa allah o ghani allah o ghani