SONG: Allah Ki Rehmat Ne - अल्लाह की रहमत ने

Allah Ki Rehmat Ne - अल्लाह की रहमत ने

LYRICS:
allah ki rahmat ne bando ko pukara hain wo farz ada kar do jo farz tumhara hain humara kaarwa hain sidhi sacchi raah walo ka chalo allah rakhwala hain hum allah walo ka zindagi kya hain ek safar hain humari har saans hain ibaadat humari manjil khuda ka ghar hain ye zindagi kya hain ye zindagi kya hain ek safar hain humari har saans hain ibaadat humari manjil khuda ka ghar hain ye zindagi kya hain utho humare naseeb jaage jhuka do sar ko khuda ke aage wo sab ke dukh dard janta hain har ek dil ki use khabar hain ye zindagi kya hain humara rasta na roke duniya nahi hain dil me koi tamanana hasi khushi ghar se chal pade hain jawa iraade jawa najar hain ye zindagi kya hain na koi chote bade ka jhagda na koi ache bure ka charcha khuda ka dar hi ek aisa dar hain zamane bhar ka jaha gujar hain ye zindagi kya hain watan ko karke salam aakhir chale hain aaj watan se bahar khuda hain hazfiz khuda hain hazfiz milenge phir zindagi agar hain ye zindagi kya hain