SONG: Allah Ki Rehmat Ka Aye Dil Jisko Bhi Sahara Mil Jaye - अल्लाह की रहमत का ए दिल जिसको भी सहारा मिल जाये

Allah Ki Rehmat Ka Aye Dil Jisko Bhi Sahara Mil Jaye - अल्लाह की रहमत का ए दिल जिसको भी सहारा मिल जाये

LYRICS:
yu thokre khane se kya hoga khuda se kar dua nadan ghabrane se kya hoga allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye dubi hui kashti ko uski maujo me kinara mil jaye dubi hui kashti ko uski maujo me kinara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye nisha manjil ka milta hai sada rahbar ke hile se hamesha muskile aasan hoti hai wasile se pyare ho khuda ke tum aaka pyare ho khuda ke tum aaka allah tumhari sun lega pyare ho khuda ke tum aaka allah tumhari sun lega pyare ho khuda ke tum aaka allah tumhari sun lega allah tumhari sun lega kar wo jo dua tu maula se girte ko sahara mil jaye kar wo jo dua tu maula se girte ko sahara mil jaye girte ko sahara mil jaye girte ko sahara mil jaye girte ko sahara mil jaye girte ko sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye wo jisse pyar karta hai usi ko aazmata hai khazane rahmato ke is bahane se lutata hai ab der na kar tu hath utha ab der na kar tu hath utha tute hue dil se mang dua ab der na kar tu hath utha tute hue dil se mang dua tute hue dil se mang dua fariyad jo wo sunle teri tujhko tera pyara mil jaye fariyad jo wo sunle teri tujhko tera pyara mil jaye tujhko tera pyara mil jaye tujhko tera pyara mil jaye tujhko tera pyara mil jaye tujhko tera pyara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye allah ki rahmat ka aye dil jisko bhi sahara mil jaye