SONG: Allah Khata Kya Hai Garibo Ko Bata De - अल्लाह खता क्या है गरीबो की बता दे

Allah Khata Kya Hai Garibo Ko Bata De - अल्लाह खता क्या है गरीबो की बता दे

LYRICS:
allah khata kya hai garibo ki bata de allah khata kya hai garibo ki bata de kismat ke andhere me nayi sama jala de allah khata kya hai garibo ki bata de kyu tune diya tha meri kashti ko sahara phir aa gaya tufa jo najar aaya kinara kya khol hai teri karni ka bata de allah khata kya hai garibo ki bata de bukhe jo nahi unpe karam hai tera bukho ke liye bukh hi inam hai tera data data hai to bukho ki bhi takdir jaga de allah khata kya hai garibo ki bata de mahrum hai rahmat se teri bhukh ke mare har sans pe lete hai ye phako ke sahare maula maula yahi dunia hai to dunia ko mita de allah khata kya hai garibo ki bata de milti na ho mehnat ke natije me jo roti jis khet se bahta ho muyakhm na ho rozi us khet ke har ko sare dam dum ko jala de jala de allah khata kya hai garibo ki bata de