SONG: Allah Khair Baba Khair Rabba Khair - अल्लाह खैर बाबा खैर रब्बा खैर

Allah Khair Baba Khair Rabba Khair - अल्लाह खैर बाबा खैर रब्बा खैर

LYRICS:
allah khair baba khair rabba khair maula khair radhe shyam sita ram sita ram jai siya ram allah khair baba khair rabba khair maula khair radhe shyam sita ram sita ram jai siya ram allah allah bande bandgi me allah bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala allah allah bande bandgi me allah bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala aaj yaha kal bhor me jana? prabhu charno me ek thikana aaj yaha kal bhor me jana prabhu charno me ek thikana lakho wali ka ek ali hai lakho wali ka allah allah sang sada bajrang bali hai sang sada hai bajrang bajrang lakho wali ka ek ali hai sang sada bajrang bali hai allah allah bande bandgi me allah bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala allah khair sita ram kya hai bhai tera mera duniya hai rain basera kya hai bhai tera mera duniya hai rain basera nahi sujhega kuch bhi jis dam hoga kaal ka fera nahi sujhega kuch bhi jis dam hoga kaal ka fera unchi ka hukum milega ha unchi ka hukum milega uth jayega danda dera lakho wali ka ek ali hai lakho wali ka allah allah sang sada bajrang bali hai sang sada hai bajrang bajrang allah allah bande bandgi me allah bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala kar bhala hoga bhala kahke darvesh chala kar bhala hoga bhala kahke darvesh chala dega jo ek yaha lega wo ek lakh waha dega jo ek yaha lega wo ek lakh waha kal tu ho chahe jaha ha kal tu ho chahe jaha rahegi neki yaha lakho wali ka ek ali hai sang sada bajrang bali hai ek ali hai bajrang bali hai bajrang bali hai lakho wali ka ek ali hai sang sada bajrang bali hai allah allah bande bandgi me allah bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala allah allah