SONG: Allah Kare Mai Bhi Dulhan Ban Jau - अल्लाह करे मैं भी दुल्हन बन जाऊं

Allah Kare Mai Bhi Dulhan Ban Jau - अल्लाह करे मैं भी दुल्हन बन जाऊं

LYRICS:
dekh kar ye range mahfil ye khushi ye jindagi wal wale uthte hai dil me chahta hai mera jee allah kare haye allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau ek chamakti kiran ban jau ek chamakti kiran ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau dekh kar ye ghar suhana ye baharo ka shama mere dil me bhi ye hasrat jag uthi hai meri ja allah kare allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau mai bhi kali se chaman ban jau mai bhi kali se chaman ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau mai wo hasi hu jiske aage chand ka dil sharmata hai dekh ke meri gori rangat tajmahal sharmata hai mai wo hasi hu jiske aage chand ka dil sharmata hai dekh ke meri gori rangat tajmahal sharmata hai hota hai jab byah kisi ka hal bura hota hai jee ka hota hai jab byah kisi ka hal bura hota hai jee ka logo ka muh takti hu mai ek tamanna karti hu allah kare hoye allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau ek chamakti kiran ban jau ek chamakti kiran ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau allah kare mai bhi dulhan ban jau