SONG: Allah Jaane Mai Hu Kaun - अल्लाह जाने मैं हूँ कौन क्या है मेरा नाम

Allah Jaane Mai Hu Kaun - अल्लाह जाने मैं हूँ कौन क्या है मेरा नाम

LYRICS:
allah jane mai hun kaun kya hai mera naam allah jane mai hun kaun kya hai mera naam chahe keh lo alladin chahe radheshyam chahe keh lo alladin chahe radheshyam allah jane main hun kaun kya hai mera naam allah jane main hun kaun kya hai mera naam chahe keh lo alladin chahe radheshyam aam chahe keh lo alladin chahe radheshyam chacha salam surat hai jungli jaisi aawara jaise baal mere bare mein is duniya ka hai ye khayal surat hai jungli jaisi aawara jaise baal mere bare mei is duniya ka hai ye khayal pariyan samajhti hai mujhe gulfam pariyan samajhti hai mujhe gulfaam allah jane main hun kaun kya hai mera naam allah jane main hun kaun kya hai mera naam chahe keh lo alladin chahe radheshyam chahe keh lo alladin chahe radheshyam dekhi hai sari duniya meri hai ye tarif ab mai apne gaaon wapas laya hun tashrif dekhi hai saari duniya meri hai ye tarif ab mai apne gaon wapas laya hun tashrif subah ka bhula ghar laut aaya shaam subah ka bhula ghar laut aaya shaam allah jane main hun kaun kya hai mera naam allah jane main hun kaun kya hai mera naam chahe keh lo alladin chahe radheshyam chahe keh lo alladin chahe radheshyam mai yaar jin dinon mei bombay mein thha maujud aate jaate log samajhte thhe mujhko mehmood main yaar jin dinon mei bombay mein thha maujud aate jate log samajhte thhe mujhko mehmud phir bhi mila na mujhe filmon mei kaam phir bhi mila na mujhe filmon mein kaam allah jane main hun kaun kya hai mera naam allah jane main hun kaun kya hai mera naam chahe keh lo alladin chahe radheshyam chahe keh lo alladin chahe radheshyam