SONG: Allah Duhayi Hai Allah Ye Dunia Garibo - अल्लाह दुहाई हैं अल्लाह दुहाई हैं

Allah Duhayi Hai Allah Ye Dunia Garibo - अल्लाह दुहाई हैं अल्लाह दुहाई हैं

LYRICS:
allah duhai hai allah duhai hai ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti ye dunia garibo ko hasna bhi gulam apna rona bhi gulam apna hasna bhi gulam apna rona bhi gulam apna kyu mit hi nahi jata is dunia se naam apna kyu mit hi nahi jata is dunia se naam apna allah ki dunia me allah ki dunia me bando ki khudai hai allah duhai hai ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti ye dunia garibo ko kya hamne bigada hai kya hamne bigada hai bedard amiro ka bedard amiro ka kya hamne bigada hai bedard amiro ka dil apna nishana hai in jurm ke teero ka ghan ghor ghata gum ki takdir pe chhayi hai allah duhai hai allah duhai hai ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti