SONG: Allah Allah Mai Abdulla - अल्लाह अल्लाह मैं अब्दुल्लाह

Allah Allah Mai Abdulla - अल्लाह अल्लाह मैं अब्दुल्लाह

LYRICS:
allah allah mai abdullah saudaagar gulfam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam deke naya purana lena Yaro mera kaam deke naya purana lena Yaro mera kaam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam gali gali hai shor mera toufa hai aala kare jo tauba mujhse hai koi aisa dilwala gali gali hai shor mera toufa hai aala kare jo tauba mujhse hai koi aisa dilwala dil ka hu main achha Sauda hai mera sacha dil ka hu main achha Sauda hai mera sacha mujh albele saudaagar ka Yaad karoge naam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam deke naya purana lena Yaro mera kaam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam aisi hasrat kabhi surat Tumne dekhi hai kya aaine mein aisi hasrat kabhi surat Tumne dekhi hai kya aaine mein jaise bakra bakra Dadhiwala dadhiwala jaise lagte ho tum dekhane mein Dadhiwala bakra ha o bakre ki khala mai hu pasa matwala tu hai dil ka kala arey marke muh pe tala bhag le varna ho jayega tera kaam tamaam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam deke naya purana lena Yaro mera kam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam aadim hun main aapka duniya ko khabar hai surat hai langur si bas duum ki kasar hai aadim hun main aapka duniya ko khabar hai surat hai langur si bas duum ki kasar hai to duum bhi laga do pyari to mujhse himmat haari ab kaha gayi khudari nakhre wakhre chhod ke jani Le le mera salam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam deke naya purana lena Yaro mera kam allah allah mai abdullah saudaagar gulfam