SONG: Allaah Hu Allaah - अल्लाह हूँ अल्लाह

Allaah Hu Allaah - अल्लाह हूँ अल्लाह

LYRICS:
maange sada tere hi dar se dua ho maange sada tere hi dar se dua tu jo sune na mera ye dard toh kisko sunaunga main khali utha tere dar se jo main toh phir kon se dar pe jaunga main allah! karbe karbala madade sallalah haq allah, ya allah hoo allah hoo aap rasule khuda (allah hoo allah hoo) aap habibe khuda (allah hoo allah hoo) aap nabie mustafa (allah hoo allah hoo) ya rasullalah.. ya rasullalah ya rasullalah.. ya rasullalah aap rasule khuda (allah hoo allah hoo) aap habibe khuda (allah hoo allah hoo) aap nabie mustafa (allah hoo allah hoo) ya rasullulah ya rasullalah khaare khaare aankhon se aansu bahe ruh dade gham aap se na toh kis se kahein khaare khaare aankhon se aansu bahe ruh dade gham aap se na toh kis se kahein karbe karbala madade sallalah haq allah, ya allah hoo allah hoo aap rasule khuda (allah hoo allah hoo) aap habibe khuda (allah hoo allah hoo) aap nabie mustafa (allah hoo allah hoo) ya rasullalah.. ya rasullalah ya rasullalah.. ya rasullalah sallallah hoo alayi hi wasallam sallalah hoo alayi hi wasallam sallalah hoo alayi hi wasalam sallalah hoo alayi hi wasalam khaali khaali dayaron ko haasil hui andhere ghar mein roshni daakhil hui khaali khaali dayaron ko haasil hui andhere ghar mein roshni daakhil hui gunaahgaar apne gunahon naadim huve tab zindagi jeene ke qaabil hui sooraj ka rukna chaand ka tootna aap ki hi ishaare pe ya rasullalah (allah hoo allah hoo) aap rasule khuda (allah hoo allah hoo) aap habibe khuda (allah hoo allah hoo) aap nabie mustafa (allah hoo allah hoo) ya rasullalah.. ya rasullalah ya rasullalah.. ya rasullalah dur-o-do paak dur-o-do salaam padhte hain gunaahgaar hain fariyaad aap se karte hain daraarein dil ki dayaron pe padh gayi hain maula aap ki zaat se ummeed gulaam karte hain hain... aap hain allah ke pyaar ya rasulallah aap na shar te sahaare ya rasulallah aap kaali kamli waale ya rasulallah aap hain rab ke dulaare ya rasulallah ya rasulallah... ya rasulallah rasulallah.. nabi-e-paak rasulallah nabi-e-paak rasulallah