SONG: Albela Mastana Ek Hanso Ka Joda - अलबेला मस्ताना एक हंसो का जोड़ा अलबेला मस्ताना

Albela Mastana Ek Hanso Ka Joda - अलबेला मस्ताना एक हंसो का जोड़ा अलबेला मस्ताना

LYRICS:
albela mastana ek hanso ka joda albela mastana neele aakash me dur dur tak udta pankh pasar udta pankh pasar neele aakash me dur dur tak udta pankh pasar udta pankh pasar albela mastana ek hanso ka joda albela mastana madhur kilole karta firta madhur kilole karta firta masti bhari hawao me masti bhari hawao me ghum ghum ghum sum sum sum jhum jhum mukh chum chum kar udta udta daso dishao me udta daso dishao me taro se kuch kuch kahta prem nashe me duba rahta taro se kuch kuch kahta prem nashe me duba rahta chand se choch milata jakar megh se karta pyar megh se karta pyar albela mastana ik hanso ka joda albela mastana dharti par jo kabhi utarta bacho ka dam har dam bharta dharti par jo kabhi utarta bacho ka dam har dam bharta unki khatir jan ladata khoj khoj kar moti lata unki khatir jan ladata khoj khoj kar moti lata rang umang bhari dunia me rang umang bhari dunia me karta mauj bahar karta mauj bahar albela mastana ik hanso ka joda albela mastana