Aks - छुप गये तेरी बाहों में जब शाम हो आये
LYRICS:
chup gaye teri bahon me jab shaam ho aaye
ab jo kah deta to kaise door hum jaaye
lage ki tu hai tu yeh jo teri khusbbu
aasman mein ke us jahaan mein
ki kisi zameen mein hain
hai bahana tu hai khubsurat tu
ab na jaana ti kabhi na jaana tu
yoon to chaltey rehtey duniya silsilay
bhagata reha na chain hai mujhe
zindagi ke kam din rein hai mujhe
dhoonda bhi nahi magar pass hai mere
aise bhi nazaare kabhi sej huya
mere pass tu hai ahsaas hai mujhe
is anjanbi duniya kabhi na badlaa tu
ki jitni main tere pass awoon kar our tamanna door
hai bahana tu hai khubsurat tu
ab na jaana ti kabhi na jaana tu
main kuch nahi samjhoon jo kuch nahi janoon
khuli nazaar rakh ke bhi nazar na aaye magar hamko
door kare hum jo tujhe na samjhe to
lagaaniya majaburiya hai pass bhulna tu
mera waasta hai mera asaara hai tu
mera saath rekhna tu
teri tanhai ke kitne raaz hai chipe
tu bhi chahata hai aaoon pass main tere
khone se pehale mil jaoon main tujhe
khush hai yeh jo sara rang aaj hai saje
ik doosre se jab do dil mile
zindagi yeh kaisi nayi dhang se chale
hai bahana tu hai khubsurat tu
ab na jaana ti kabhi na jaana tu