SONG: Akhiyo Me Basiyo Raja - अंखियो में बसियो राजा होए होए

Akhiyo Me Basiyo Raja - अंखियो में बसियो राजा होए होए

LYRICS:
ankhiyo me basiyo raja hoy hoy dhire se hansiyo raja hoy hoy ankhiyo me basiyo raja dhire se hansiyo raja ui laage na nazar, kisi bairan ki ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki do naino ka bana jhulna aur palo ki dori aur palo ki dori madhur madhur lori du tujhko jag se chori chori jag se chori chori madhur madhur lori du tujhko jag se chori chori raja ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ankhiyo me basiyo raja dhire se hansiyo raja ho ho o laakho me koi ek hi hoga aise surat wala aise surat wala isiliye to roz lagaau tujhko kala tika tujhko kala tika isiliye to roz lagaau tujhko kala tika ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ankhiyo me basiyo raja dhire se hansiyo raja ho gora mukhda chand ka tukda dur balaye teri dur balaye teri maa to maa kath ki pariya khair manaye teri khair manaye teri maa to maa kath ki pariya khair manaye teri ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki ankhiyo me basiyo raja dhire se hansiyo raja ho