SONG: Akhiyan Apni Bacha Ke Rakh Goriye Jamana Shrabi Ban Jaayga - अँखियाँ अपनी छुपा के रख गोरीए ज़माना शराबी बन जाएगा

Akhiyan Apni Bacha Ke Rakh Goriye Jamana Shrabi Ban Jaayga - अँखियाँ अपनी छुपा के रख गोरीए ज़माना शराबी बन जाएगा

LYRICS:
akhiya apni chupa ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega akhiya apni chupa ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega chand chade sab duniya dekhe chand chade sab duniya dekhe mai to dekhu mukh yaar ka mai mar gaya allah mai to dekhu mukh yaar ka julfe rukh se hata ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega akhiya apni chupa ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega dekh ke tere husan ka alam dil hai diwana tere naam ka mai mar gaya allah dil hai diwana tere naam ka palke yu na jhuka ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega akhiya apni chupa ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega teri gali me aana jana teri gali me aana jana kaam yahi hai subha sham ka mai mar gaya allah kaam yahi hai subha sham ka jalwe kuch to bacha ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega akhiya apni chupa ke rakh goriye zamana shrabi ban jayega