SONG: Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir - अकेली मत जइयो राधे जमुना के तीर

Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir - अकेली मत जइयो राधे जमुना के तीर

LYRICS:
akeli mat jaiyo radhe jamuna ke tir o ji o tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara ho rahega milan yeh hamara ho hamara tumhara rahega milan yeh hamara tumhara agar tu hain sagar toh majhdhar mai hu, majhdhar mai hu tere dil ki kashti ka patwar mai hu, patwar mai hu chalegi akele na tumse yeh naiyya, na tumse yeh naiyya milegi na manjil tumhe bin khewaiya, tumhe bin khewaiya chale aao ji chale aao ji, chale aao maujo kaa lekar sahara ho rahega milan yeh hamara tumhara bhala kaise tutenge bandhan yeh dil ke, bandhan yeh dil ke bichhadati nahi mauj se mauj mil ke, mauj mil ke
chhupoge bhanwar me toh chhupne na denge, toh chhupne na denge dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge, tumhe dhundh lenge banayenge ham banayenge ham, banayenge tufan ko ek din kinara ho rahega milan yeh hamara tumhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara ho rahega milan yeh hamara ho hamara tumhara rahega milan yeh hamara tumhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara ho rahega milan yeh hamara ho hamara tumhara rahega milan yeh hamara tumhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara ho rahega milan yeh hamara tumhara