SONG: Akela Ishq Ki Duniya Me - अकेला इश्क की दुनिया में कब दीवाना जलता है

Akela Ishq Ki Duniya Me - अकेला इश्क की दुनिया में कब दीवाना जलता है

LYRICS:
akela ishq ki duniya mein kab diwana jalta hai ke pehle sama khud jalti hai parwana jalta hai na sama ka kusur na parwana ka kusur na sama ka kusur na parwana ka kusur ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur na sama ka kusur na parwana ka kusur chanda milan ko tadpe chakori ud ud upar jaye thak kar haar bechari phir se na milne paye ek duje se mil na sake wo sake ek duje se mil na sake rahe dur hi dur ye hai kudart ka dastur ye hai kudrat ka dastur na sama ka kusur na parwane ka kusur na sama ka kusur na parwane ka kusur ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur na sama ka kusur na parwane ka kusur do dil milkar ek huye jab aankhe ho gayi char khadi ho gayi duniya unke bich mein banke diwar aese bichre dono ho gaye aese bichre dono ho gaye milne se majbur ye hai kudrat ka dastur ye hai kudart ka dastur na sama ka kusur na parwane ka kusur na sama ka kusur na parwane ka kusur ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur na sama ka kusur na parwane ka kusur