SONG: Akela Hu Main Hamsafar Dhoondhta Hu - अकेला हूँ मैं हमसफ़र ढूँढता हूँ

Akela Hu Main Hamsafar Dhoondhta Hu - अकेला हूँ मैं हमसफ़र ढूँढता हूँ

LYRICS:
akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon kisi ko shaamo sehar dhundhta hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai magar mere pehalu mein koyi nahi hai magar mere pehalu mein koyi nahi hai mohabbat bhari ik najar dhudata hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon mere dil mein aaja nigaahon mein aaja
mere dil mein aaja nigaahon mein aaja mohabbat ki rangin raahon mein aaja mohabbat ki rangin raahon mein aaja tujhi ko ko main o bekhar dhundhta hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon kidhar jaau viraan hai meri raahein kidhar jaau viraan hai meri raahein kisi ko na apna saki meri aahein kisi ko na apna saki meri aahein main aahon mein apni asar dhundhta hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon kisi ko shaamo sehar dhundhta hoon akela hoon main humsafar dhundhta hoon mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon