SONG: Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon - अकेला हूँ मैं हमसफ़र ढूंढ़ता हूँ

Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon - अकेला हूँ मैं हमसफ़र ढूंढ़ता हूँ

LYRICS:
akela hu main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu akela hu main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu kisi shame sehar dhundata hu akela hu main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu ye mehaki hui raat kitani hasin hai ye mehaki hui raat kitani hasin hai magar mere pehalu mein koi nahi hai magar mere pehalu mein koi nahi hai mohabbat bhari ek najar dhudhta hu akela hun main humsafar dhundhta hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu mere dil mein aaja nigaho mein aaja
mere dil mein aaja nigaho mein aaja mohabbat ki rangin raho mein aaja mohabbat ki rangin raho mein aaja tujhi ko ko main o bekhar dhundata hu akela hun main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu kidhar jaau viran hai meri rahe kidhar jaau viran hai meri rahe kisi ko na apna saki meri aahe kisi ko na apna saki meri aahe main aahone mein apni asar dhundata hu akela hun main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hu kisi gam mein shaame sehar dhundata hu akela hun main humsafar dhundata hu mohabbat ki main rehgujar dhundata hun