SONG: Akash Ke Rehne Wale Duniya Banane Wale - आकाश के रहने वाले दुनिया बनाने वाले

Akash Ke Rehne Wale Duniya Banane Wale - आकाश के रहने वाले दुनिया बनाने वाले

LYRICS:
akash ke rahne wale dunia banane wale akash ke rahne wale dunia banane wale dunia basane wale ko ye kaun bataye firte hai teri dunia me hum ghar ko lutaye hum ghar ko lutaye dunia basane wale ko ye kaun bataye kya jane kaun sine me man mera rulaye man mera rulaye naino me mere kya kahu kyu neer bahaye kyu neer bahaye dunia basane wale ko ye kaun bataye jab ho chuki hai zindagi barbad hamari barbad hamari ab tune duao ke liye hath uthaye kyu hath uthaye dunia basane wale ko ye kaun bataye dil ahle jaha se na rakh ummide wafa ki ummide wafa ki aisa bhi koi hai ke jo girto ko uthaye girto ko uthaye dunia basane wale ko ye kaun bataye firte hai teri dunia me hum ghar ko lutaye hum ghar ko lutaye