SONG: Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai - अजनबी बनके आज कहाँ जाता है

Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai - अजनबी बनके आज कहाँ जाता है

LYRICS:
ajnabi ban ke aaj kaha jata hai aaj kaha jata hai leke hajaro gam ke nisha jata hai aaj kaha jata hai mang me dal ke sindur ki lali ab tak teri yado me tadapta hai koi shamo sahar jisko baho me jhulane ki tamana thi tujhe aaj hai gair ke bas me wo tera lakhte jigar aaj hai gair ke bas me wo tera lakhte jigar gair ke sath wo tera nisha jata hai aaj kaha jata hai ajnabi ban ke aaj kaha jata hai aaj kaha jata hai yu bhatakta hi rahega tu kaha tak itna nada sath denge ye kaha tak tere majbur kadam maut saye ki tarha pichha karegi tera zindagi tujhse pareshan rahegi hardam zindagi tujhse pareshan rahegi hardam maut ko sath liye tu kaha jata hai aaj kaha jata hai ajnabi ban ke aaj kaha jata hai aaj kaha jata hai tune jis aag ko sine se laga rakha tu usi aag ko sine se alhada kar le ye teri ruh tera jism jala dalenge in bahakte hue sholo se kinara kar le tu kinara kar le tu kinara kar le tu kinara kar le tu kinara kar le