SONG: Aji Ulfat Ko Khushiyo Ki Khani Koun Kehta Hai - अजी उल्फत को खुशियों की कहानी कौन कहता है

Aji Ulfat Ko Khushiyo Ki Khani Koun Kehta Hai - अजी उल्फत को खुशियों की कहानी कौन कहता है

LYRICS:
aji ulft to khusiyo ki kahani kon kahta hai hasino ke sitam ko meharbani kon kahta hai are ja ja gajab hai kahar hai tufn hai afat hai hasino ki jawani ko jawani kon kahta hai are humne unke samne pahle to khanjar rahk diya fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya humne unke samne pahle to khanjar rahk diya fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya maine jab pucha meri jan sakal hai kaisi meri walla kya sakal payi hai maine jab pucha meri jan sakal hai kaisi meri are bewafa ne samne are bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya humne unke samne pahle to khanjar rahk diya fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya apne aashik ko meri jan tune pahchana nahi apne aashik ko meri jan tune pahchana nahi are ek din me pyar ka haye ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya humne unke samne pahle to khanjar rahk diya fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya hamse shikwa kisliye dunia se shikwa kijiye hamse shikwa kisliye dunia se shikwa kijiye are jisne apne darmaya haye jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya humne unke samne pahle to khanjar rahk diya fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya