SONG: Aji Tum Kitne Haseen Ho, Ye Mere Dil Se To Pucho - अजी तुम कितने हसीन हो, ये मेरे दिल से तो पूछो

Aji Tum Kitne Haseen Ho, Ye Mere Dil Se To Pucho - अजी तुम कितने हसीन हो, ये मेरे दिल से तो पूछो

LYRICS:
aji tum kitne hasin ho ye mere dil se to pucho aji tum kitne hasin ho ye mere dil se to pucho ye nazar kitni hasati ye mere dil se to pucho aji tum kitne aji tum kitne hasin ho mere dil se to pucho ye nazar kitni hasati ye mere dil se to pucho aji tum kitne kahi jo sath hote jisam tera or sabab apna jamana dundta rahta na milta jawab apna yahi soch ke to nigahe char hoti hai nahi to kis liye pyare ye nigahe milti hai mere chehare se machal kar tere chehare par ruki hai mere chehare se machal kar tere chehare par ruki hai aji tum kon ho kya ho jara mehfil se to pucho jara mehfil se to pucho aji tum kitne hasin ho ye mere dil se to pucho ye nazar kitni hasati ye mere dil se to pucho aji tum kitne aa jati bijliya tut ke uthayi shan mahfil se jigar me aag si bhadki dhua uthne laga dil se koi kahta hai thahar ja are katil are katil koi kahta hai thahar ja are katil are katil is lab par ye sada hai mera dil haye mera dil is lab par ye sada hai mera dil haye mera dil uthi hai kaisi kayamat jara mahfil se to pucho jara mahfil se to pucho aji tum kitne hasin ho ye mere dil se to pucho ye nazar kitni hasati ye mere dil se to pucho aji tum kitne