SONG: Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega - अजी रूठ कर अब कहा जाइयेगा

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega - अजी रूठ कर अब कहा जाइयेगा

LYRICS:
aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab nigaho se chhupkar dikhao to jane khayalo me bhi tum na aao to jane aji lakh pardo me chhup jaiyega aji lakh pardo me chhup jaiyega nazar aiyega nazar aiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil magar usko dil me chhupana bhi mushkil nazar ki zuban se samajh jaiyega nazar ki zuban se samajh jaiyega samajh kar zara gaur farmaiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai na kabu me dil hai na bas me nazar hai jara hosh aane ke le jaiyega jara hosh aane ke le jaiyega thehar jaiyega thehar jaiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab kaha jaiyega jaha jaiyega hame paiyega aji ruth kar ab