SONG: Aji Preet Ka Naata Toot Gaya - अजी प्रीत का नाता टूट गया

Aji Preet Ka Naata Toot Gaya - अजी प्रीत का नाता टूट गया

LYRICS:
aji preet ka nata toot gaya mera preetam mujhse chhoot gaya toot gaya ji toot gaya dil toot gaya aji preet ka nata toot gaya do pyaar bhare dil bichad gaye duniya ka kalejaa hil na sakaa aa jaa nikal ja ab dar se mera pyara mujhse mil na sakaa mil na sakaa haay preet ka nata toot gaya guzre huye din tadpane lage jo dard uthe yaad aane lage jo nain kabhi pyare the tumhe un naino mein aansoon aane lage aane lage haay preet ka nata toot gaya kismat ka likha kab talta hai din rote rote dhalta hai din rote rote jab chaayi birha jeewan bhar kyun jeewan deepak jalta hai jalta hai haay preet ka nata toot gaya mera preetam mujhse chhoot gaya toot gaya dil toot gaya dil toot gaya haay preet ka nata toot gaya haay preet ka nata toot gaya