SONG: Aji O Sun To Nahi Tumne Hame Pehchana - अजी ओ सुनो तो नहीं तुमने हमें पहचाना

Aji O Sun To Nahi Tumne Hame Pehchana - अजी ओ सुनो तो नहीं तुमने हमें पहचाना

LYRICS:
aji oo suno to nahi tumne hame pehchana diya tha tumhe dil yahi din the yahi tha zamana aji oo suno to nahi tumne hame pehchana achhi nahi ye dilagi khamosh kyu bethe ho ji achhi nahi ye dilagi khamosh kyu bethe ho ji dil se mere kyu dur ho yu dur ho kuch to kaho aji oo suno to nahi tumne hame pehchana diya tha tumhe dil yahi din the yahi tha zamana socho jara yaad aayegi jadu bhari wo chandani socho jara yaad aayegi jadu bhari wo chandani chanda pe wo soyi ghata soyi ghata khoyi hawa aji oo suno to nahi tumne hame pehchana diya tha tumhe dil yahi din the yahi tha zamana jab se lagi teri nazar zakhami pade hai dil jigar jab se lagi teri nazar zakhami pade hai dil jigar bethe ho tum sab jan ke sab jan ke pehchana ke aji oo suno to nahi tumne hame pehchana diya tha tumhe dil yahi din the yahi tha zamana aji oo suno to nahi tumne hame pehchana aji oo suno to nahi tumne hame pehchana