SONG: Aji Ho Tash Ke Bawan Patte Sab Ke Sab Harjayi, Mai To Lut Gaya Ram Duhayi - अजी ओ ताश के बावन पत्ते सब के सब हरजाई, मैं तो लुट गया राम दुहाई

Aji Ho Tash Ke Bawan Patte Sab Ke Sab Harjayi, Mai To Lut Gaya Ram Duhayi - अजी ओ ताश के बावन पत्ते सब के सब हरजाई, मैं तो लुट गया राम दुहाई

LYRICS:
aji o taash ke bawan patte, panje chhakke satte sab ke sab harjaayi mai to lut gaya mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi taash ke bawan patte, panje chhakke satte sab ke sab harjaayi mai to lut gaya mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi daan yatimo ko deta toh, dani mai kahlata dani mai kahlata khush ho jati biwi jo, usake gahane banwata uske gahne banwata maine kagaj ki begam, se kahe aankh ladai mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi taash ke bawan, patte panje chhakke satte sab ke sab harjaayi mai to lut gaya mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi apne dil kaa chain bhi, hara aur daulat bhi hari aur daulat bhi hari malik ne insan banaya, mai ban gaya juari mai ban gaya juari gali gali me ho gayi, yaro aaj meri rusawayi mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi taash ke bawan, patte panje chhakke satte sab ke sab harjaayi mai to lut gaya mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi are raja or pandav haare, par himmat na hare par himmat na hare are jate jate ho jaye ek, baji mere pyare ha baji mere pyare ye khelo na ye khelo bhai khelo jeb hai meri khali hay hay jeb hai meri khali, kaise khelu koi bataye kaise khelu koi bataye dhad girvi rakh ke le jata hai kahe ko ghabraye sai kahe ko ghabraye ghar se beghar kyu karte ho ghar jaane do bhai mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi taash ke bawan, patte panje chhakke satte sab ke sab harjaayi mai to lut gaya mai lut gaya raam duhayi mai lut gaya raam duhayi