SONG: Aji Dekho Zara To Kya Mausam Bada Pyara Hai - अजी देखो ज़रा तो क्या मौसम बड़ा प्यारा है

Aji Dekho Zara To Kya Mausam Bada Pyara Hai - अजी देखो ज़रा तो क्या मौसम बड़ा प्यारा है

LYRICS:
aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai lahrata ye badal hai ye to aanchal tumhara hai aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai hansta hua chanda hai ye to rup tumhara hai aji dekho zara to kya teri aankho me dekhe hai maine sapne suhane kyo jara tumhi kaho tum se lagi mai sharmane kyo aji samjo jara to kya, kya dil ka ishara hai dil kahta hai ye tera koi tujhse bhi pyara hai aji dekho zara to kya rahti hai najar me kyu har dam tasvir teri aisa hai to jadu ki samjo takdir meri aji suniye jara to kya tumhe dil ne pukara hai ye dil ki pukar nahi ahsan tumhara hai aji dekho zara to kya