SONG: Aji Aao Mohabbat Ki Khaale Kasam - अजी आवो अजी आवो मोहब्बत की खा लें कसम

Aji Aao Mohabbat Ki Khaale Kasam - अजी आवो अजी आवो मोहब्बत की खा लें कसम

LYRICS:
aji aawo aji aawo mohabbat ki khaa le kasam hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo aji aawo jawani ki khaa le kasam hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo jis dhara me naiya hamari bahe re hamari bahe re jis dhara me dunia ye sari bahe re ye sari bahe re us dhara me ghul-mil ke bahe ham hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo aji aawo mohabbat ki khaa le kasam hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo husan bole mai bole papiha ho papiha piya ho jis boli me dhadke hamara jiya ho hamara jiya ho us boli me ho us boli me kano me tumko kahe ham hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo aji aawo mohabbat ki khaa le kasam hamare raho tum tumhare rahe ham aji aawo chahe paschim se suraj nikalne lage chahe chanda bhi aag ugalne lage chahe paschim se suraj nikalne lage chahe chanda bhi aag ugalne lage ye ulfat hamari kabhi ho na paye kam hamare raho tum tumhare rahe ham