SONG: Ajab Vidhi Ka Lekh Kisi Se Padha Nahi Jaye - अजब विधि का लेख किसी से पढ़ा नहीं जाए

Ajab Vidhi Ka Lekh Kisi Se Padha Nahi Jaye - अजब विधि का लेख किसी से पढ़ा नहीं जाए

LYRICS:
ajab vidhi ka lekh kisi se padha nahi jaye kisi se padha nahi jaye rajmahal ki rani fir se vanvas pai fir se vanvas pai vaidehi ko tyag parbhu dukhi man hi man hove dukhi parbhu man hi man hove kand mul phal khaye khusa ke aasan per soye khusa ke aasan per soye pal bhar bhi siya ki yaad na bhule pal bhi raghurai na bhule pal bhi raghurai naino ki udd gai nind udasi mukh par hai chai udasi mukh par hai chai yaha raam ki rat maa sita sada lagati thi rat maa sita sada lagati thi man me rakhkar parbhu ki murat dukh bisrati thi apna dukh bisrati thi kabhi sichati bel kabhi sichati bel kabhi hirno ko khilati thi kabhi hirno ko khilati thi kabhi gunthati haar kabhi ganga jal lati thi kabhi ganga jal lati thi kabhi raam ki yaad kabhi raam ki yaad tadap bijli si jati thi o bharm bhav se bari tadap man me reh jati thi thadap man me reh jati thi gai andheri raat khusha aasha ki van chai sukh ghadi sukh din aaya janki janani padh pai janki janani padh pai