SONG: Ajab Khel Kismat Ka Dekho, Kaanto Bhare Jahan Me - अजब खेल किस्मत का देखो, काँटों भरे जहां में

Ajab Khel Kismat Ka Dekho, Kaanto Bhare Jahan Me - अजब खेल किस्मत का देखो, काँटों भरे जहां में

LYRICS:
bacho par balidan hai karti maa apni jindgani aaj ye bache maa ki khatir dene chale kurbani ajab khel kismat ka dekho ajab khel kismat ka dekho kato bhare jahan me bichad ke dal ise do kaliya udti hai tufan me udti hai tufan me ajab khel kismat ka dekho ye masum ye nanhe munne inki kaun khata hai ghar se nikal ke kaha rukenge inko nahi pata hai inko nahi pata hai mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate phulo ki muskan me bichad ke dal ise do kaliya udti hai tufan me udti hai tufan me ajab khel kismat ka dekho mai hu apna ye hai paraya nahi samjh ye paye inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye dekh bade sarmaye jaise bahta jaise bahta ek khun ho in dono ki jan me bichad ke dal ise do kaliya udti hai tufan me udti hai tufan me ajab khel kismat ka dekho ajab khel kismat ka dekho kato bhare jahan me bichad ke dal ise do kaliya udti hai tufan me udti hai tufan me ajab khel kismat ka dekho