SONG: Ajab Khel Hai Tera Zalim Zamana - अजब खेल है तेरा जालिम जमाना

Ajab Khel Hai Tera Zalim Zamana - अजब खेल है तेरा जालिम जमाना

LYRICS:
ajab khel hai tera jalim jamana kisi ko hasana kisi ko rulana ajab khel hai tera jalim jamana kisi ko hasana kisi ko rulana ajab khel hai kahi tune ujade huye ghar basaye kahi tune ujade huye ghar basaye kisi ko kahi kar diya bethikana kar diya bethikana ajab khel hai tera jalim jamana kisi ko hasana kisi ko rulana ajab khel hai kisi ko to di tune duniya ki daulat kisi ko to di tune duniya ki daulat kisi ko diya aansuo ka khajana kisi ko diya aansuo ka khajana aansuo ka khajana ajab khel hai tera jalim jamana kisi ko hasana kisi ko rulana ajab khel hai tera bhed ab tak na paya kisi ne tera bhed ab tak na paya kisi ne kisi ne na samjha kisi ne na jana haye kisi ne na jana ajab khel hai tera jalim jamana kisi ko hasana kisi ko rulana ajab khel hai