SONG: Ajab Hamaree Hai Jindaganee - अजब हमारी हैं जिंदगानी

Ajab Hamaree Hai Jindaganee - अजब हमारी हैं जिंदगानी

LYRICS:
ajab hamari hai zindagani kabhi andhera kabhi ujala ajab hamari hai zindagani kabhi andhera kabhi ujala hai ye hi jivan ki ik kahaani kabhi andhera kabhi ujala kabhi hai milna kabhi bichhadana kabhi hai rona kabhi hai gana kabhi hai milna kabhi bichhadana kabhi hai rona kabhi hai gana
hai khwab aisa ye zindagani kabhi andhera kabhi ujala hai ye hi jivan ki ik kahaani kabhi andhera kabhi ujala kabhi to mausam judaai ka hai kabhi hain ghadiya madhur milan ki hai gam ki manzil to aani jaani kabhi andhera kabhi ujala hai ye hi jivan ki ik kahaani kabhi andhera kabhi ujala