SONG: Ajab Hai Ye Duniyaa Ajab Zindgi Hai - अजब है ये दुनिया अजब ज़िन्दगी है

Ajab Hai Ye Duniyaa Ajab Zindgi Hai - अजब है ये दुनिया अजब ज़िन्दगी है

LYRICS:
ajab hai ye duniya ajab zindagi hai kahi hai andhera kahi roshani hai abhi jal raha hai chirage mohabbat abhi hasrato ki chita jal rahi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai kahi hai andhera kahi roshani hai na dekhe jaha me koi khawab kal ka yaha to bharosa nahi ek pal ka na dekhe jaha me koi khawab kal ka yaha to bharosa nahi ek pal ka yaha har nazara ghadi do ghadi hai kahi hai andhera kahi roshani hai abhi jal raha hai chirage mohabbat abhi hasrato ki chita jal rahi hai koi karwa se zuda ho gaya hai koi rah ki graj me kho gaya hai na jane kaha se ye aandhi chali hai kahi hai andhera kahi roshani hai abhi jal raha hai chirage mohabbat abhi hasrato ki chita jal rahi hai harek humsafar hai kadam do kadam ka nahi hai yaha koi sathi janam ka harek humsafar hai kadam do kadam ka nahi hai yaha koi sathi janam ka yaha har kadam ek manjil nayi hai kahi hai andhera kahi roshani hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai kahi hai andhera kahi roshani hai abhi jal raha hai chirage mohabbat abhi hasrato ki chita jal rahi hai