SONG: Ajab Hai Ye Duniya Ajab Zindagi Hai - अजब है ये दुनियां अजब जिंदगी है

Ajab Hai Ye Duniya Ajab Zindagi Hai - अजब है ये दुनियां अजब जिंदगी है

LYRICS:
ajab hai ye duniya ajab jindagi hai ajab hai ye duniya ajab jindagi hai ajag rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi dil behayayi pe itra raha hai na jane ye kaha se na jane ye kaha se hawa ye chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya badal ke yaha besh kitne hi baithe badal ke yaha besh kitne hi baithe hai berupiye sab ye jitne hai baithe hai berupiye sab ye jitne hai baithe yaha hosh ka naam yaha hosh ka naam diwangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya yaha de na koi sahara kisi ko yaha de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab mohabbat ka matlab ab dillagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya