SONG: Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता

Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता

LYRICS:
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota kabhi jaan sadke hoti, kabhi dil nisaar hota na maja hain dushmani mein na hain luft dosti mein na maja hain dushmani mein na hain luft dosti mein koi gair gair hota, koi yaar yaar hota koi gair gair hota, koi yaar yaar hota ye maja tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maja tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka hume aitbaar hota agar apni zindagi ka hume aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota